Aaj Diwali ke pehla din . *Aur JaadUgaro’n Amilo ke SIFLI AMAL karne walo’n ke asr kasrat se hote hain
Salaam Masnoon.... ➡ Aaj Diwali ke pehla din . *Aur JaadUgaro’n Amilo ke SIFLI AMAL karne walo’n ke asr kasrat se hote hain...* gaye huy Jaadoo laut aate hain aur kuchh naye waar bhi naye hamle bhi aate hain.... lihaza kafiron k Shayaateen se bachne k liye behtar hai k ghar hi rahen aur *abhi baraye Hifazat ye Amal har koi kare* *★Soore BaQrah ka aakhri ruku 3baar padhkar khud par dam karen.* *★Soore Fatiha 7 baar padh kar ya kisi se padhwa kar saare Ghar walon par bachchon par dam karen foran* *Allaah Kareem Apne MeHbub ReHmate Aalam Dono Aalam Ke Maalik O Mukhtaar Nabi Sarkare Sayyiduna MuHammadurr Rasoolullaah صلى الله تعالى عليه واله وصحبه وبارك وسلم K sadqe Or Sarkare Ghause A’zam Bade Peer Dastageer Sarkare Ghareeb Nawaaz Wa Sarkar Makhdoom Ashraf Samnaani RaziyAllaahu anhuma ke Waseele Ham Tamami Sunni Sahihul AQeedah Musalmano’n Ki Har Tarah K Jaado Tona Seher Bala Se Hifazat Farmae Or Jo Is Ke Shikaar Hain Un saare Sunniyon ko Is Bala Jadoo Se Nijaat O RaaHat O Sukoon Ata Far...