Aaj Diwali ke pehla din . *Aur JaadUgaro’n Amilo ke SIFLI AMAL karne walo’n ke asr kasrat se hote hain

Salaam Masnoon....

➡ Aaj Diwali ke pehla din . *Aur JaadUgaro’n Amilo ke SIFLI AMAL karne walo’n ke asr kasrat se hote hain...* gaye huy Jaadoo laut aate hain aur kuchh naye waar bhi naye hamle bhi aate hain....
lihaza kafiron k Shayaateen se bachne k liye behtar hai k ghar hi rahen aur *abhi baraye Hifazat ye Amal har koi kare*

*★Soore BaQrah ka aakhri ruku 3baar padhkar khud par dam karen.*

*★Soore Fatiha 7 baar padh kar ya kisi se padhwa kar saare Ghar walon par bachchon par dam karen foran*

*Allaah Kareem Apne MeHbub ReHmate Aalam Dono Aalam Ke Maalik O Mukhtaar Nabi Sarkare Sayyiduna MuHammadurr Rasoolullaah صلى الله تعالى عليه واله وصحبه وبارك وسلم K sadqe Or Sarkare Ghause A’zam Bade Peer Dastageer Sarkare Ghareeb Nawaaz Wa Sarkar Makhdoom Ashraf Samnaani RaziyAllaahu anhuma ke Waseele Ham Tamami Sunni Sahihul AQeedah Musalmano’n Ki Har Tarah K Jaado Tona Seher Bala Se Hifazat Farmae Or Jo Is Ke Shikaar Hain Un saare Sunniyon ko Is Bala Jadoo Se Nijaat O RaaHat O Sukoon Ata Farmae...*
آمین یارب العلمین بجاہ عم النبی الامین صلی اللہ علی مولاہ وعلیہ وعلینامعھم و بارک وسلم



टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

क़ुरआन में है कि सिर्फ कुफ्फार व मुशरिकीन ही जहन्नम के ईंधन हैं और यही जहन्नम में जाएंगे हालांकि हदीस शरीफ़ से साबित है कि गुनहगार मुसलमान भी कुछ दिन जहन्नम में रहेंगे उनमें मुत़ाबक़त क्योंकर हो*

काफिर के लिय R.I.P कहना कैसा है*